Jan 2018 : Master studies Join kiya, batchelor marksheet aane k baad.

July 2018 : Bade bhai office aane ka pressure bnaya, maarpeet tak ki kaha suni hui.
Ladka ghar se bhaga 1 mahina se jyada waqt k liye bahar rha.

Sep 2018 : Samazik star ki meeting me rishtedaar ki mazudgi me baat rakhi gyi.
Larka ne apne field se related job start ki aor pressure ko htaya ...

Abb aage........


Comments